Kyun Khwabon Pe Tere Saaye Hai,
Dil Kyun Hai Tanha Mera,
Kyun Khamoshi Hai Zubaan pe meri,
Ashkon se keh paun na,
Kyun Dard Hai Itnaaa,
Tere Ishq Main,
Rabba Ve Rabba Ve
Rabba Ve Rabba ve.
Kyun Nazrain Teri Yun Anjaan Hain,
Ankhain hain meri bhi Nam ,
Kyun Pakar Bhi Tm Ko Khoya Hai,
Hum Kyun Na Ban Paye Hum,
Kyun Dard Hai Itnaaa,
Tere Ishq Main,
Rabba Ve Rabba Ve
Rabba Ve Rabba ve...
No comments:
Post a Comment